Posts

Aa vamal ma fasaya- Gujarati Poem

Aa vamal ma fasaya che eva K nikalta aavadtu nathi, Nikadyata tarva pan have dubta aavadtu nathi. Naav maari majdhare Kai disha sachi hu na janu, Saharo hova chhta pan Mane parakhta aavadtu nathi. Lakhyu che kaik aa maari rite Parantu, Aa kyathi aavyu te Hu jaanti nathi. Duniya rangeen che Aa sapnao ni parantu, Darr lage che mane K Ema jivta aavadtu nathi. Ek albeli ghutai aa Pankti mara vade, Parantu e samjhta k Samjavta aavadtu nathi. Khushi ne dukh to Bahu che zindagi ma,pan Tene vechvu k vhenchvu te Khabar padti nathi. Aa vamal che ghero ane undo Shu thase hu na jaanu, Pan zindagi beja na sharato thi Mane jivta aavadtu nathi. Pankhi bani ne udvu che mare Aa khula aakash ma, Pan aa panjra na darvaja Mane kholta aavadta nathi Poem by Arpita Shah

Aaj Ka Din

Beshaq aaj behad khubsurat din hai Aaj hum woh kar paa rahe hai woh zindagi jee paa rahe hai Jiske hum kabhi khwab dekha karte the Thoda sa ghar se kaam thoda sa ghar ka kaam Sab ek dusre ka hath bata rahe hai Aaj ka din behad khubsurat din hai Aaj chidya ki chehek sunai de rahi hai jaise kabhi bachpan mai suna karte the Dada dadi k sath kuch Lamhe bitane mil rahe hai Papa ki daat kha rahe hai wahi Maa ke ladle bann rahe hai Maano bachpan ke din wapis aa gaye hai Aaj meri dharti Maa bhi khulke saans le Rahi hai Aaj ke din mai bachpan ki mehek hai Kuch purani hobbies ko firse dohra rahe hai Wahin kuch naya bhi sikh rahe hai Wahi aangan ke jhule pe bethkar purani yaadon ko yaad kar rahe hai Aaj ke din mai muskurahat hai Kabhi naa socha tha Doordarshan bhi kabhi TRP chart top karega Kabhi naa socha tha hamesha chikhne chillane wali sadke bhi kabhi chup ho jaayegi Charo taraf hariyali hi hariyali hogi Ek dusre se durr hokar bhi log ek dusre ke kareeb aayege Aaj kuch

Haa Yahi Khuda Hai!!

Aaj woh phir aa gaya sabki jaan bachane Khud ki jaan ki parwah na karke dosro ki sewa Mai laga hai Khud apne pariwar se durr betha hai Par dusro ko jald se jald apne pariwar tak pohchana chahta hai Haan woh ek masiha hai Aaj mandir mazhid bhi band ho gaye Aaj saari duayeh nakamiyab ho gayi Aaj bas ek se hi umeed hai aur usi ne haar nahi maani Haan woh Kudrat ka Farishta hai Aaj usne firse hamara ilaaj karte karte apni jaan gawai Hame bachane k liye woh khud khuda ke paas chala gaya Bachane ki Khushi mai kaafi aansu bhi bahaye And naa bachane ke dukh Mai waha ro bhi pada Haan yahi woh maa ka dulara hai Naa maro use chappal se Naa thuko uspe Bhagwan bhi haarke baith gaye bas usi ne haar nahi maani Wahi hai jo gareebo ka illaj muft mai kar raha hai Wahi hai jo ameeron mai or gareebon mai aaj koi fark nahi kar Raha hai Haan Yahi woh Masiha hai Haa yahi Khuda hai !! Dedicated to all the doctors around the world who is working for us Thank You!!

Dear Baarish

Image
Dear Baarish, Jab tum pehli baar aati ho Uss pehle pyaar ka ehsaas dilati ho. Tumhari boond zameen ko chute hi Hariyaali hi haryali ho jaati hai. Jab tumhari boond zameen ko chute hai Woh saundhi mitti ki khushboo maano Jannat ka ehsaas dilati hai. Tumhare aate hi logo ke chehre par Ek badi si muskurahat aa jaati hai. Maana ki kahin logo ko tumhara aana pasand na ho Par woh log bhi chup chup ke tumhara aanand lete hai. Tumhari woh meethi si aawaz Maano Maa ki lori ka kaam karti ho. Tum ho toh khaana hai Tum ho toh paani hai Tumhare hone si hi ped hai Aur tumhare hone se hi Oxygen hai. Bas tumse ek guzaarish hai Hamesha aise hi baraste rehna Aur logo ko zindagi dete rehna.

MERI MAA

Image
Meri maa ka bayan main kin lafzon Mai karu Nau mahine apne kokh mai palkar iss khubsurat si duniya mai janam diya woh hai meri maa Khud se zyaada mujhe pyar diya woh hai meri maa Raat ko mujhe sula k sona or subah mujhse pehle uthna fir bhi pure din ek bhi shikayat na ki woh hai meri maa Uski madhur aawaz mai Lori gaakar sulayaa or subah uski paayal ki chankar se uthaya woh hai meri maa Khud bimar hokar bhi khud se zyada mera khayal rakha woh hai meri maa Dopahar ko khud na kha ke apni jhali si beti ko school mai bhagi bhagi Tiffin box dene aayi iss Soch mai ki kahin mai bhukhi na reh jaau woh hai meri maa Homework na karne par teacher ki daat khane se le kar saare ilzaam khud par liye woh hai meri maa Zara sa bhi late hone par phone pe Kahan ho Thik toh ho inn sawalon ko  Baar Baar call karke dohraya woh hai meri maa Papa ki daat se bachana ho yaa Bhai k taano se Jo har Baar meri dhaal banke khadi rahi woh hai meri maa Meri har shararaton ko zhela  meri har ga

AGLE JANAM MUJHE INSAAN NA BANANA

Ya khuda! Agle janam mujhe insaan naa banana Meri galti kya thi? Iss mulk mai janm lena yeah meri galti thi yaa bataur insaan maine janm lena yeah meri galti thi? Ya khuda! Agle janam mujhe insaan naa banana Main toh yahan aaya tha yeah soch ke ki iss khubsurat se ajoobe ko dekhuga Par janm lete hi mujhe kuch Aisa dikha Diya ki aur kuch dekhne ki himmat hi nahi rahi Ya khuda! Agle janam mujhe insaan naa banana Janm lete hi Maine sapne sajone shuru Kar diye.. Par kuch insaan ne mere saare sapne hi cheen liye Ya khuda! Agle janam mujhe insaan naa banana Maine pata nahi kya kya suna tha iss khubsurat si dharti ke baare mai Par Aaj meri saari galat family Durr ho gayi Ya khuda! Agle janam mujhe insaan naa banana Din dhalte hi bomb dhamake,din dhalte hi afra-tafri, barbaad insani bastiya Har gali ,har raste ki manjil maano asptal hi . Ye khuda! Agle janan mujhe insaan na banana.. Janam bhi maut ke sayeme.. Bachapan bhi maut ke saaye me Aaye din aasmaan se bar

ARUNIMA SINHA: INSPIRATION OF TODAY'S YOUTH

Image
"HIMAT-A-MARDAN TOH MADAD-E-KHUDA" we all have come across this line somewhere. But have we came across any story which suits this line? Let's take a look at the story of Arunima Sinha, First Handicapped in the world to climb Mount Everest. An Uttar Pradesh based girl who was born in the year 1988 became the first amputee to climb Mount Everest. She was a National-Level Volleyball and Football Player. She wanted to make her career in sports until she met with an incident. On 12th April, 2011, a 23-year-old girl was thrown out of a train while going to Delhi for exams. She was thrown out by some robbers when she denied giving her gold chain and some money. Co-incidentally when she was thrown out of the train, the same minute another train crushed her leg. Not only this, she screamed but no one came to rescue her and whole night she was on the railway track and some rats started chewing her legs. "I resisted and they pushed me from the train. I could not move. I