Posts

Showing posts from March, 2018

AGLE JANAM MUJHE INSAAN NA BANANA

Ya khuda! Agle janam mujhe insaan naa banana Meri galti kya thi? Iss mulk mai janm lena yeah meri galti thi yaa bataur insaan maine janm lena yeah meri galti thi? Ya khuda! Agle janam mujhe insaan naa banana Main toh yahan aaya tha yeah soch ke ki iss khubsurat se ajoobe ko dekhuga Par janm lete hi mujhe kuch Aisa dikha Diya ki aur kuch dekhne ki himmat hi nahi rahi Ya khuda! Agle janam mujhe insaan naa banana Janm lete hi Maine sapne sajone shuru Kar diye.. Par kuch insaan ne mere saare sapne hi cheen liye Ya khuda! Agle janam mujhe insaan naa banana Maine pata nahi kya kya suna tha iss khubsurat si dharti ke baare mai Par Aaj meri saari galat family Durr ho gayi Ya khuda! Agle janam mujhe insaan naa banana Din dhalte hi bomb dhamake,din dhalte hi afra-tafri, barbaad insani bastiya Har gali ,har raste ki manjil maano asptal hi . Ye khuda! Agle janan mujhe insaan na banana.. Janam bhi maut ke sayeme.. Bachapan bhi maut ke saaye me Aaye din aasmaan se bar